Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMirza Ghalib
HomeMirza Ghalib
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aah ko chahiye ek umr asar hone tak aah ko chahiye ek umr asar hone tak kaun jitaa hai teri zulf ke sar hone tak kaun jitaa hai teri zulf ke sar hone tak aashiqi sabr talab aur tamanna betaab aashiqi sabr talab aur tamanna betaab dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak hum ne maana ke tagaful na karoge lekin hum ne maana ke tagaful na karoge lekin khaak ho jaayenge hum tumko khabar hone tak aah ko chahiye ek umr asar hone tak ghum e hasti ka asad kisse ho juz marg e ilaaj ghum e hasti ka asad kisse ho juz marg e ilaaj shamaa har rang jalti hai sahar hone tak aah ko chahiye ek umr asar hone tak kaun jitaa hai tere zulf ke sar hone tak
aah ko chahiye ik umr asar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak kaun jeeta hai teri zulf ke sar hone tak aashique sabar talab aur tamanna betaab aashique sabar talab aur tamanna betaab dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak khoon e jigar hone tak khoon e jigar hone tak humne maana ke tagaphul na karoge lekin humne maana ke tagaphul na karoge lekin khaakh ho jaayenge hum tumko khabar hone tak khaakh ho jaayenge hum tumko khabar hone tak tumko khabar hone tak tumko khabar hone tak ghum e hasti ka asad kiss se ho zuzmarz ilaaz ghum e hasti ka asad kiss se ho zuzmarz ilaaz shamma har rang mein jalti hai sehar hone tak shamma har rang mein jalti hai sehar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak umr asar hone tak umr asar hone tak
aa aa aa aa aa aa bas ke dushwaar hai har kaam ka aasaan hona aadmi ko bhi mayassar nahin insaan hona bas ke dushwaar hai ki mere qatl ke baad usne jafa se tauba ki mere qatl ke baad usne jafa se tauba haai us zood pashemaan ka pashemaan hona bas ke dushwaar hai haif us chaar girah kapde ki qismat ghalib haif us chaar girah kapde ki qismat ghalib jis ki qismat mein ho aashiq ka girebaan hona bas ke dushwaar hai har kaam ka aasaan hona bas ke dushwaar hai
bazeecha e atfal hai duniyaa mere aage hota hai shab o roz tamaasha mere aage hmmm hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hota hai nehaa gard mein sehra mere hote ghista hai jabeen khaakh pe dariyaa mere aage hmmm hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm mat poochh ke kya haal hai mera tere peechhe mat poochh ke kya haal hai mera tere peechhe tu dekh ke kya rang tera mere aage bazeecha e atfal hai duniyaa mere aage hota hai shab o roz tamaasha mere aage bazeecha e atfal hai imaan mujhe roke hai jo khinche hai mujhe kufr imaan mujhe roke hai jo khinche hai mujhe kufr kaaba mere peechhe hai kalisa mere aage bazeecha e atfal hai go haath ko jumbish nahin aankhon mein to dam hai go haath ko jumbish nahin aankhon mein to dam hai rehne do abhi saagar o meena mere aage bazeecha e atfal hai duniyaa mere aage hota hai shab o roz tamaasha mere aage bazeecha e atfal hai hmmm hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm hmmm hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmm
daher mein naqsh e wafa daher mein naqsh e wafa wajah e tasalli na hua hai ye wo lafz jo hai ye wo lafz jo sharminda e maani na hua daher mein naqsh e wafa maine chaaha tha ke andoh e wafa se chhootun maine chaaha tha ke andoh e wafa se chhootun wo sitamgar mere wo sitamgar mere marne pe bhi raazi na hua daher mein naqsh e wafa hoon tere waada na karne pe bhi raazi the kabhi hoon tere waada na karne pe bhi raazi the kabhi gosh minnat kash e gosh minnat kash e gulbang e tasalli na hua daher mein naqsh e wafa kisse mahrumiye kismat ki shikaayat keeje kisse mahrumiye kismat ki shikaayat keeje humne chahaa tha ke humne chahaa tha ke mar jaayen so wo bhi na hua daher mein naqsh e wafa
aaa aa aa aa aa aa aa dard minnat kash e dawa na huaa main na achchaa huaa bura na huaa dard minnat aa aa aa aa kitne sheereen hain tere lab ki raqeeb gaaliyaan khaa ke bemaza na huaa gaaliyaan khaa ke bemaza na huaa dard minnat kya woh namrood kee khudayee thi bandagi mein mera bhala na huaa bandagi mein mera bhala na huaa dard minnat kuchh to padhiye ke log kehte hain aa aa aa aa aa aa aaaa kuchh to padhiye ke log kehte hain aaj ghalib ghazal sara na huaa aaj ghalib ghazal sara na huaa dard minnat
dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zabaan rakhta hoon main bhi munh mein zabaan rakhta hoon kaash poochho ke mudda kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai humko un se wafaa ki hai ummeed humko un se wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafaa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai jaan tum par nisaar karta hoon jaan tum par nisaar karta hoon main nahin jaanta dua kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai
diya ye dil agar usko bashar hai kya kahiye hua raqeeb to hona maabar hai kya kahiye diya ye dil ye zid ki aaj na aave aur aaye bin na rahe ye zid ki aaj na aave aur aaye bin na rahe kaza se shikwa humein kis kadar hai kya kahiye kaza se shikwa humein kis kadar hai kya kahiye diya ye dil jahe karishma ke yun de rakha hai humko fareb jahe karishma ke yun de rakha hai humko fareb ke bin kahe hi unhen sab khabar hai kya kahiye ke bin kahe hi unhen sab khabar hai kya kahiye diya ye dil samajh ke karte hain bazaar mein aa aa aa aa samajh ke karte hain bazaar mein wo pulsis e haal ke hum kahen ke sare rehguzar hai kya kahiye ke hum kahen ke sare rehguzar hai kya kahiye hua raqeeb kaha hai kisne ke gaalib bura nahin lekin kaha hai kisne ke gaalib bura nahin lekin sivaaye iske ke aashup taasar hai kya kahiye diya ye dil agar usko bashar hai kya kahiye hua raqeeb to hona maabar hai kya kahiye
hai bas ke har ek unke ishaare mein nishaan aur karte hain muhaabat to guzarta hai gumaan aur yaa rab naa wo samjhe hai naa samjhenge meri baat yaa rab naa wo samjhe hai naa samjhenge meri baat de aur dil unko jo naa de mujhko zabaan aur de aur dil unko jo naa de mujhko zabaan aur tum shehar mein ho to humen kya ghum jab uthenge tum shehar mein ho to humen kya ghum jab uthenge le aayenge baazar se jaa kar dil o jaan aur le aayenge baazar se jaa kar dil o jaan aur hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur
hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe hai dum nikle hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe hai dum nikle bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle nikalna khuld se nikalna khuld se aadam ka sunte aaye hain lekin bahut beaabru ho kar tere kooche se hum nikle bahut beaabru ho kar tere kooche se hum nikle muhabbat mein nahin hai fark marne aur jeene ka muhabbat mein nahin hai fark marne aur jeene ka ussi ko ussi ko dekh kar jeete hain jiska sirf dum nikle ussi ko dekh kar jeete hain jiska sirf dum nikle kahaan maikhaane ka darwaaza ghaalib kahaan maikhaane ka darwaaza ghaalib aur kahaan baayaz par itna par itna jaante hain kal wo jaata tha ki hum nikle par itna jaante hain kal wo jaata tha ki hum nikle hazaaron khwahishen aisi ki har khwahish pe dum nikle
rahiye ab aisi jagah chal kar jahaan koi naa ho humsukhan koi naa ho aur humzabaan koi naa ho rahiye ab aisi jagah bedaron deewar saa ik ghar banaaya chaahiye bedaron deewar saa ik ghar banaaya chaahiye koi humsaaya naa ho aur paasbaan koi naa ho rahiye ab aisi jagah padiye gar beemar to koi naa ho teemaardar padiye gar beemar to koi naa ho teemaardar aur agar mar jaaiye to mohafa koi naa ho rahiye ab aisi jagah
qaasid ke aate aate khat ek aur likh rakhun main jaanta hoon jo wo likhenge jawaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein shab haaye hijra ko bhi rakhun gar hisaab mein mujh tak kab unki bazm mein aata tha daur e jaam mujh tak kab unki bazm mein aata tha daur e jaam saaqi ne kuchh mila na diya ho sharaab mein taafir na intezaar mein neend aaye umar bhar taafir na intezaar mein neend aaye umar bhar aane ka ehed kar gaye aaye jo khaab mein gaalib chhooti sharaab par ab bhi kabhi kabhi gaalib chhooti sharaab par ab bhi kabhi kabhi peeta hoon roz abr o shab e maahtaab mein kab se wo kya bataun jahaan e kharaab mein shab haaye hijra ko bhi rakhun gar hisaab mein
kisi ko de ke dil koi nawaasanj e fughaan kyun ho na ho jab dil hi seene mein to phir munh mein zubaan kyun ho wafa kaisi kahaan ka ishq jab sar phodna thehra to phir aye sang dil tera hi sang e aastaan kyun ho yahi hai aazmaana to sataana kis ko kehte hain aduu ke ho liye jab tum to mera imtihaan kyun ho qafas mein mujh se roodaad e chaman kehte na dar humdam giri hai jis pe kal bijli woh mera aashiyaan kyun ho
aaa aaaaa lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot nainon ke teer mohe maar gayo saiyaan nainon ke teer mohe maar gayo saiyaan o lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot aan ajaan ki main nahin jaanun re aan ajaan ki main nahin jaanun re ghayal kar ke haaye ghayal kar ke haaye ghayal kar ke sidhaar gayo saiyaan lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot kuchh maajra sunaata hoon main husn o ishq ka laila ki ek aas mein deewaana kais tha baad e fana tha donon ka madpan juda juda lekin wo dono qabron se aati thi ye sada lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot gor se majnu ke ja puchaa kisi ne ye sakhun yaad kuchh laila ki ab bhi baaki hai o khasta tan aa hasan ji bhar ke bola khainch kar munh se kafan lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot
muddat huyi hai yaar ko mehmaan kiye huye josh e kada se bazm charagaan kiye huye muddat huyi hai yaar ko maange hain phir kisiko lab e baam par hawas maange hain phir kisiko lab e baam par hawas julf e siyaah rukh pe pareshan kiye huye julf e siyaah rukh pe ik na bahaar e naaz ko taake hai phir nigaah chehra farooge mashe gulistaan kiye huye chehra farooge mashe jee dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din jee dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din baithe rahen tassavvure jaana kiye huye baithe rahen tassavvure gaalib humein na chhed ke phir josh e ashq se baithe hain hum tahaiya e toofaan kiye huye muddat huyi hai yaar ko mehmaan kiye huye
naa tha kuchh tu khuda tha kuchh naa hota to khuda hota naa tha kuchh tu khuda tha kuchh naa hota to khuda hota dooboya mujhko hone ne naa hota main to kya hota hua jab ghum se yun beiss to ghum kya sar ke katne ka hua jab ghum se yun beiss to ghum kya sar ke katne ka naa hota gar juda tan se to zaanon par dhara hota huyi muddat ke ghalib mar gaya par yaad aata hai huyi muddat ke ghalib mar gaya par yaad aata hai wo har ek baat pe kehna ke yun hota to kya hota ke yun hota to kya hota ke yun hota to kya hota
aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa nukta cheen hai ghum e dil uss ko sunaye na bane uss ko sunaye na bane kya bane baat jahaan baat banaye na bane nukta cheen hai ghum e dil gair phirta hai liye yun tere khat ko ki agar koi poochhe ke ye kya hai to chhupaye na bane nukta cheen hai ghum e dil main bulata to hoon uss ko magar ae jazba e dil uspe ban jaaye kuchh aisi ke bina aaye na bane uspe ban jaaye kuchh aisi ke bina aaye na bane nukta cheen hai ghum e dil ishq par zor nahi hai ye woh aatish galib ishq par zor nahi hai ye woh aatish galib ke lagaye na lage aur bujhaye na bane nukta cheen hai ghum e dil us ko sunaye na bane
aaaaa nuktaacheen hai ghum e dil usko sunaaye na bane kyaa bane baat jahaan baat banaaye na bane kyaa bane baat jahaan baat banaaye na bane main bulaataa to hoon usko magar ae jazbaa e dil main bulaataa to hoon usko magar ae jazbaa e dil us pe ban jaaye kuchh aisi us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane nuktaacheen hai gham e dil usko sunaaye bojh wo sar se giraa aaaaaa bojh wo sar se giraa aaaaa hai ke uthaaye na uthe kaam wo aan padaa hai ke banaaye na bane kaam wo aan padaa hai ke banaaye na bane nuktaacheen hai gham e dil usko sunaaye ishq par zor nahin ishq par zor nahin hai ye wo aatish ghaalib ke lagaaye na lage ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane nuktaacheen hai gham e dil usko sunaaye
phir kuchh is dil ko beqaraari hai phir kuchh is dil ko beqaraari hai seena zoya e zakhm e kaari hai phir kuchh is dil ko phir jigar khodne laga naakhun aamad e fasle lalaqaari hai phir kuchh is dil ko phir usi bewafaa pe marte hain phir usi bewafaa pe marte hain phir wohi zindagi hamaari hai phir kuchh is dil ko bekhudi besabab nahin gaalib kuchh to hai jiski pardadaari hai phir kuchh is dil ko beqaraari hai
phir mujhe deeda e tar yaad aaya dil jigar tishna e fariyaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya dam liya tha na qayamat ne hano dam liya tha na qayamat ne hano phir tera waqt e safar yaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya zindagi yun bhi guzar hi jaati zindagi yun bhi guzar hi jaati kyun tera rahaguzar yaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya phir tere kooche ko jaata hai khayal phir tere kooche ko jaata hai khayal dil e gumagashta magar yaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya dil jigar tishna e fariyaad aaya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aah Ko Chahiye Jagjit Singh 04:21 19385
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Duration : 04:21   Song Number : 19385   

Aah Ko Chahiye Ik Umr Mirza Ghalib (1954) 03:24 20014
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:24   Song Number : 20014   

Bas Ke Dushwar Hai Chitra Singh 03:08 37950
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:08   Song Number : 37950   

Bazeecha E Atfal Hai Jagjit Singh 05:11 15692
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:11   Song Number : 15692   

Daher Mein Naqsh e Wafa Lata Mangeshkar 03:32 19096
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Faiyyaz Shoukat
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:32   Song Number : 19096   

Dard Minnat Kash E Dawa Na Hua Mohd Rafi 03:25 37675
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:25   Song Number : 37675   

Dil E Nadaan Mirza Ghalib (1954) 03:43 11929
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Suraiya
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 03:43   Song Number : 11929   

Diya Ye Dil Agar Usko Mohd Rafi 05:21 40205
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Taj Ahmad Khan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:21   Song Number : 40205   

Hai Bas Ke Har Ek Mirza Ghalib (1954) 02:39 13749
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Faqeer
Duration : 02:39   Song Number : 13749   

Hazaaron Khwahishen Aisi C H Atma 03:17 38518
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:17   Song Number : 38518   

Jahan Koi Na Ho Mirza Ghalib (1954) 02:21 13750
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:21   Song Number : 13750   

Kab Se Hoon Kya Bataun Jagjit Singh 04:02 37031
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:02   Song Number : 37031   

Kisi Ko De Ke Dil Chitra Singh 03:24 40519
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:24   Song Number : 40519   

Lag Gai Chot Karejwa Yahudi Ki Ladki (1933) 03:20 17207
 
Poster of Yahudi Ki Ladki (1933)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:20   Song Number : 17207   

Muddat Huyi Hai Mohd Rafi 04:13 38710
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Year- 
1964
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:13   Song Number : 38710   

Naa Tha Kuchh Tu Khuda Tha Jagjit Singh 03:23 15696
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:23   Song Number : 15696   

Nukta Cheen Hai Gham E Dil Mirza Ghalib (1954) 03:27 13746
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Bharat Bhushan
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:27   Song Number : 13746   

Nuktacheen Hai Ghum E Dil Yahudi Ki Ladki (1933) 03:14 17203
 
Poster of Yahudi Ki Ladki (1933)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1933
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:14   Song Number : 17203   

Phir Kuchh Is Dil Ko Beqaraari Hai Jagjit Singh 03:00 40140
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:00   Song Number : 40140   

Phir Mujhe Deeda E Tar Mirza Ghalib (1954) 02:49 12393
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 02:49   Song Number : 12393   
Karaoke Songs of Mirza Ghalib, Sad Songs of Mirza Ghalib, Love Songs of Mirza Ghalib, Dance Songs of Mirza Ghalib, Hip-hop songs of Mirza Ghalib, Best songs of Mirza Ghalib, Super hit songs of Mirza Ghalib, hit songs of Mirza Ghalib, duet songs of Mirza Ghalib, solo songs of Mirza Ghalib, old songs of Mirza Ghalib, famous songs of Mirza Ghalib, Hindi Karaoke Songs of Mirza Ghalib, Hindi Sad Songs of Mirza Ghalib, Hindi Love Songs of Mirza Ghalib, Hindi Dance Songs of Mirza Ghalib, Hindi Hip-hop songs of Mirza Ghalib, best Hindi songs of Mirza Ghalib, super hit Hindi songs of Mirza Ghalib, hit Hindi songs of Mirza Ghalib, duet Hindi songs of Mirza Ghalib, solo Hindi songs of Mirza Ghalib, old Hindi songs of Mirza Ghalib, famous Hindi songs of Mirza Ghalib, Sing Along Songs of Mirza Ghalib, Sing Along Sad Songs of Mirza Ghalib, Sing Along Love Songs of Mirza Ghalib, Sing Along Dance Songs of Mirza Ghalib, Sing Along Hip-hop songs of Mirza Ghalib, Sing Along Best songs of Mirza Ghalib, Sing Along Super hit songs of Mirza Ghalib, Sing Along hit songs of Mirza Ghalib, Sing Along duet songs of Mirza Ghalib, Sing Along solo songs of Mirza Ghalib, Sing Along old songs of Mirza Ghalib, Sing Along famous songs of Mirza Ghalib